Suresh sir ka AI Brain.
Aapke business ka sawaal, sir ke andaaz mein jawab.

Sales, team, cashflow, profit, strategy ya SME IPO. Poochiye, aur jawab paaiye Suresh sir ke apne sessions se, session ka naam aur time ke saath.

Har member ko roz 10 sawaal. Abhi sirf community members ke liye, invite se.

Suresh Mansharamani sir, session mein bolte hue

Iske andar kya hai

Business Diagnosis

Sir ke 12 sessions: service, sales, marketing, team, strategy, cashflow, productivity, profit, work life balance, leadership, compliance, personal finance.

Build to Scale 2026

Saal bhar ke weekly Build to Scale sessions, hot seats aur member Q and A ke saath.

SME IPO Cohort

IPO ke 7 sessions: listing ke baad ki life, financial cleanup, governance, merchant bankers aur due diligence.

Aise kaam karta hai

  1. Invite link se join kijiye.
    Naam, mobile aur password. Ek minute.
  2. Apna sawaal apni bhasha mein likhiye.
    Hinglish, Hindi ya English.
  3. Sir ke andaaz mein jawab.
    Saath mein session ka naam aur time, taaki aap poora session dekh sakein.
Customer price ki wajah se competitor ke paas ja raha hai, kya karu?
Dekhiye, customer price ki wajah se nahi jaata. Hard truth yeh hai ki customer service ki wajah se chhodta hai. Pehle check kijiye ki aap usko delight kar rahe hain ya sirf deliver...
Business Diagnosis · Session 1: Service